Sunday 10 March 2013

Bewafa Shayari in Hindi


Duniya ko iska chehra dikhana pada mujhe
parda jo tha darmiyaan hatana pada mujhe
ruswaiyon k khauf se mehfil mein aaj
phir kisi bewafa se haath milana pada mujhe....

No comments:

Post a Comment