Showing posts with label Shayari. Show all posts
Showing posts with label Shayari. Show all posts

Monday, 29 July 2013

ज़िन्दगी शायरी हिंदी में



ज़िन्दगी अब तलक जो गुज़री है,
चन्द वादों और यादों की कहानी है;

वादे जो पूरे किये, किसी को याद नहीं,
जो हम निभा न सके, सबकी ज़ुबानी हैं!

शायरी माँ पर




माँ से बड़कर कोई नाम क्या होगा
इस नाम का हमसे एहतराम क्या होगा
जिसके पैरों के नीचे जन्नत है
उसके सर का मक़ाम क्या होगा...

Wednesday, 10 July 2013

बेवफा दोस्त


बेवफा दोस्त 



Tujse dosti karne ka hisab na aya,
Mere kisi bhi sawal ka jawab na aya,
Hum to jagte rahe tere hi khayalo me,
Aur tujhe so kar bhi hamara khawab na aya. ..

कंजूस की कहानी



Wo ishk to karti hai par janon nahi karti.
Wo katal to karti hai par khon nahi karti.
Eis kadar kanjoos hai meri chahne wali
Mis call to karti hai phon nahi karta…

Monday, 8 July 2013

दर्द भरी हिन्दी शायरी


दर्द भरी शायरी


Unhe chahana hamari kamzori hai,
Unse keh nahi pana hamari majburi hai,
Wo kyun nahi samajhte hamari khamoshi ko,
Kya pyaar ka izhaar karna zaruri hai…

Sunday, 9 June 2013

दर्द भरे शायरी हिन्दी मे - Dard Bhari Shayari



Sona chahta hun per neend nahi aati hai,
Badal badal ke karwate yunhi raat guzar jati hai,
Kar bhi pyaar ka izhar ya jaane jigar,
Akhir kyon tu mujhe itna tadpati hai…

Sher o Shayari on Tanhai



Tanha Rehna To Sikh Liya Humne,
Per Khush Na Kabhi Reh Payenge
Teri Duri To Pir Bhi Seh Leta Hai Ye Dil
Per Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payenge...

Sunday, 24 March 2013

Sad SMS in Hindi



Unse door jaane ka irada naa tha
Sada saath rehne ka wada bhi naa tha
Vo yaad nahi karega jante the hum
Par itni jaldi bhool jayega andaaza naa tha…!!

Wednesday, 13 March 2013

Love Shayari SMS in Hindi



Kyun kisi se itna pyaar ho jata hai,
Ek din ka intezar bhi dushwar ho jata hai,
Lagne lagte hai apne bhi paraye,
Aur ek ajnabi par aetbar ho jata hai.

Sad Love Shayari SMS



Jisay Chaha Kash Wo Humara Hota,
Meri Khuwahish Ka Bhi Koi Kinara Hota,
Ye Soch Kar Main Nay Uss Ko Roka Nahi,
Door Hi Kyun Jata Agar Wo Humara Hota..!

Tuesday, 12 March 2013

Dard Bhari Shayari for Facebook



Itni aasani se kaise bhul jata h koi,
Dur rehkar b yaad ata h koi,
Umr bhar yaad karte rahenge hum,
Dekhte hain kab tak hame bhulta h koi..

Broken Heart Shayari



Uski Batein Bar Bar Yad Karke Roye,
Uske Liye Rab Se Fariyad Karke Roye,
Uski Khushi Ke Liye Chhod Dia Usey,
Fir Uski Hi Kami Ka Ehasas Karke Roye……!

Sunday, 10 March 2013

Romantic Shayari for Girlfriend


Pyar Ki Anokhi Murat Ho Tum,
Zindagi Ki Ek Zaruat Ho Tum,
Phool To Khoobsurat Hote Hi Hai,
Par Phoolo Se Bhi Khoobsurat Ho Tum..